Iddat-e-wafaat

Question ID: 
449
mah*** asks:

Question

Aslkm mera sawal hii ki koi bewa aurat apne bacho ki shadi ki baad use Kisi se nikha kya aur kai mehno tak Unki mulaqat bhi ni huti us aurat ki bacho ko bina batae aab wo wafat ki idat kise guzare bina bacho ko malom huebare mahrbani Jaldi jawb dae jazakallha

Answer

Wa alaikumus salaam. matlab ye ke kissi awrat ne kissi se shadi ki oun ke bachon ko kuch maloum nahi. Aur wo aadmi jis se ous awrat ne shaadi ki ous ka intiqaal ho gaya. to is sourat mein ous awrat par iddat-e-wafaat ya'ni chaar maheené das din iddat guzaarna paregi. is arsa mein ous ko banaao singaar se parhez karna chaahiyé. agar zarourat ho to din mein nikal sakti hein lekin raat ko apne ghar waapas aajaana chaahiyé.